Ye Dil ka Rog
Ye Cahat
Khuda Ksi Ko Na De
Buri Bala Hai Mohabbat
Khuda Ksi Ko Na De

Jo Choot Tu ne Mujhe Di
Koi Na De Tujh ko
Ye Bewafai Ki Aadat
Khuda Ksi Ko Na De

Zarori Hai To Bohat Zindagi Me IshQ Mgr
Ye Jan Lewa Zarorat
Khuda Ksi ko Na De