Zamana pyar ka itna hi kam hy
Ye na jana tha
Hamara sath bs do hi qadam hy
Ye na jana tha

Khushi aghaz tha meri muhabbat k fasany ka
Wafa ne khwab dekha tha Nai dunia basany ka
Mgr is khwab ki tabeer gham hy
ye na jana tha

Bari rangeen baharon me
Jaly ga ashiyan mera
Luty ga is trah manzil pe aa k
Karwan mera
Mujhe teri mohabbat ki kasam hy
Ye na jana tha