Na qurb k
na wafa k hoty hain
sary jhgry
anaa k hoty hain

baat niyat ki hy wrna
waqt sary dua k hoty hain

bhol jaty hain
mat bura kehna
log putly khataa k hoty hain

wo jo bazahir kuch nahi lgty
un sy rishty balaa k hoty hain

wo humary is trha sy hain Faiz
jese bandy khuda k hoty hain