Khwab saary
khayal saary
Haqeeqaton ka libada orhy
Tumhari hasti sanwaar jain
Chaand sooraj
Haqeeqaton ka libada orhy
Tumhari hasti sanwaar jain
Chaand sooraj
ye saary taary
Chiragh jitny b jal rahy hain
Tumhary chehre k rang dekhain
Chiragh jitny b jal rahy hain
Tumhary chehre k rang dekhain
to haar jain
Behti nadya
Behti nadya
charhty darya
Ye gehra sagar
Ye gehra sagar
jheel jharny
Ye aabsharain
Aao na jeewan tumhari ankhon pe waar jain
Rang
Ye aabsharain
Aao na jeewan tumhari ankhon pe waar jain
Rang
khushbo
gulab sary
Mohabaton k nisaab saary
Sab tumhari balain ly lain aa kr
Nazar tumhari utar jain...
Mohabaton k nisaab saary
Sab tumhari balain ly lain aa kr
Nazar tumhari utar jain...