Main us k chehre ko dil se utaar deta hon
Main kabi kabi to khud ko b maar deta hon
Ye Mera haq hy k main usko thora dukh b don
Main chahat b to usy be-shumar deta hon
Khafa wo reh nahi sakta lamha bhar b
Main bohat pehle hi usko pukaar leta hon
Mujhe siwa us k koi b kaam nahi soojhta
Wo jo b krti hy
main sab hisaab leta hon
Wo sabi naaz uthaati hy main jo b kehta hon
Wo jo b kehti hy
Main chupky se maan leta hon