Kaanton se guzar jana
sholon se nikal jana...
Pholon ki basti me jana
to sambhal jana...
Din apne chiraghon ki
manind guzarty hain...
Her subha ko bujh jana
her shaam ko jal jana...
Bachon hi si fitrat hy
hum ehl-e-mohabbat ki...
Zid krna
machal jana
phir khud hi sambhal jana...
Wo shakhs bhala mera kya
sath nibhaye ga...
Mosam ki trah jis ne
seekha hy bdal jana...
sholon se nikal jana...
Pholon ki basti me jana
to sambhal jana...
Din apne chiraghon ki
manind guzarty hain...
Her subha ko bujh jana
her shaam ko jal jana...
Bachon hi si fitrat hy
hum ehl-e-mohabbat ki...
Zid krna
machal jana
phir khud hi sambhal jana...
Wo shakhs bhala mera kya
sath nibhaye ga...
Mosam ki trah jis ne
seekha hy bdal jana...