Aisy tooty hain tamanaaon k pindaar k bus
Jhely hain muhabbaton me wo aazar k bs
ek Dhamaaky me zamany mere hathon se gye
is qadar taiz hoi wqt ki raftar k bs
tu kabi humain rakh k to dekh bazaar k beech
is trah toot k aain gy kharidar k bs
kal b sadiyoon ki musaafat se pary thy dono
darmyaan aaj b parti hy wo deewar k bus
ye to ek zid hy k Mohsin
main shikaayt na kron
wrna shikwy to hain itne mere yaar k bus...