sooz-e-gham de k mujhe
us ne ye irshaad kiya
ja tujhe kash-ma-kash-e-deher se azaad kiya
wo krain b to
kin ilfaz me tera shikwa
jinko teri nigah-e-lutf ne barbaad kiya
dil ki chooton ne kabi
chain se rehne na diya
jab chali sard hawa
main ne tujhe yaad kiya
Ae....
main so jaan se
is tarz-e-takal'lum pe nisar
phr to farmaaiye
kya aap ne irshad kiya
is ka roona nahi
Q tum ne kiya dil barbaad
is ka gham hy
k bohat dair me barbaad kiya
itna manoos hon fitrat se
kali jab chatkhi
jhuk k main ne ye kaha
mujh se kuch irshaad kiya
mujh ko to hoosh nahi
tum ko khabar ho shaayd
log kehte hain k tum ne mujhe barbaad kiya
us ne ye irshaad kiya
ja tujhe kash-ma-kash-e-deher se azaad kiya
wo krain b to
kin ilfaz me tera shikwa
jinko teri nigah-e-lutf ne barbaad kiya
dil ki chooton ne kabi
chain se rehne na diya
jab chali sard hawa
main ne tujhe yaad kiya
Ae....
main so jaan se
is tarz-e-takal'lum pe nisar
phr to farmaaiye
kya aap ne irshad kiya
is ka roona nahi
Q tum ne kiya dil barbaad
is ka gham hy
k bohat dair me barbaad kiya
itna manoos hon fitrat se
kali jab chatkhi
jhuk k main ne ye kaha
mujh se kuch irshaad kiya
mujh ko to hoosh nahi
tum ko khabar ho shaayd
log kehte hain k tum ne mujhe barbaad kiya