Shab-e-nishat thi
subah-e-pur'malaal thi wo
thakan se choor tha main
neend se nidhal thi wo
idhar odhar k b kirdar aaty jaty rahy
mere sukhan ka mgr
markazi khyal thi wo
ye umr bhar ka asa'sa
usi k naam to hai
agar'chy meri rafaqat me
chand saal thi wo
Faraz yaad hy
ab tak supurdagi uski
zay farq ta baqadam
khawahish-e-wisal thi wo
subah-e-pur'malaal thi wo
thakan se choor tha main
neend se nidhal thi wo
idhar odhar k b kirdar aaty jaty rahy
mere sukhan ka mgr
markazi khyal thi wo
ye umr bhar ka asa'sa
usi k naam to hai
agar'chy meri rafaqat me
chand saal thi wo
Faraz yaad hy
ab tak supurdagi uski
zay farq ta baqadam
khawahish-e-wisal thi wo