Hoe jaty hain Q gham'khwar qatil
na thy itne b
dil'azaar qatil
Maseehaon ko jab awaz di hy
palat kr aa gaye hr baar qatil
teri ankhon ko jana kya hoa hy
kabi dekhe na thy beemar qatil
wahan kya daad'khwahi
kya gawahi
jahan hon munsifon k yaar qatil
Faraz is dushman-e-jan se gila kya
hamesha se rahy jis k dil'daar qatil
na thy itne b
dil'azaar qatil
Maseehaon ko jab awaz di hy
palat kr aa gaye hr baar qatil
teri ankhon ko jana kya hoa hy
kabi dekhe na thy beemar qatil
wahan kya daad'khwahi
kya gawahi
jahan hon munsifon k yaar qatil
Faraz is dushman-e-jan se gila kya
hamesha se rahy jis k dil'daar qatil