Nya Ek Rishta Peda Q Krain Hum
bichaRna hy to jhagRa Q kraiN hum
khamoshi se adaa ho rasm-e-doori
koi hungama barpa Q kraiN hum
ye kafi hy k hum dushman nahi haiN
wafa'dari ka daawa Q kraiN hum
wafa
ikhlaas
qurbani
muhabbat
ab in lafzoN ka peecha Q kraiN hum
suna daiN ismat-e-maryam ka qisa?
pr ab is baab ko waa Q kraiN hum
zulekha-e-azeezaN baat ye hy
bhala ghaaTy ka sooda Q kraiN hum
hamari hi taman'na Q kro tum
tumhari hi taman'na Q kraiN hum
nahi dunya ko jab parwah hamari
to phr dunya ki parwah Q kraiN hum
bur'hana haiN
sar-e-bazar to kya
bhala andhoN se parda Q kraiN hum
haiN bashindy isi basti k hum b
so khud pr b bharosa Q kraiN hum
paRi rehne do insano ki lashaiN
zameeN ka bojh halka Q kraiN hum
ye basti hy muslmaanoN ki basti
yahaN kaar-e-maseeha Q kraiN hum
bichaRna hy to jhagRa Q kraiN hum
khamoshi se adaa ho rasm-e-doori
koi hungama barpa Q kraiN hum
ye kafi hy k hum dushman nahi haiN
wafa'dari ka daawa Q kraiN hum
wafa
ikhlaas
qurbani
muhabbat
ab in lafzoN ka peecha Q kraiN hum
suna daiN ismat-e-maryam ka qisa?
pr ab is baab ko waa Q kraiN hum
zulekha-e-azeezaN baat ye hy
bhala ghaaTy ka sooda Q kraiN hum
hamari hi taman'na Q kro tum
tumhari hi taman'na Q kraiN hum
nahi dunya ko jab parwah hamari
to phr dunya ki parwah Q kraiN hum
bur'hana haiN
sar-e-bazar to kya
bhala andhoN se parda Q kraiN hum
haiN bashindy isi basti k hum b
so khud pr b bharosa Q kraiN hum
paRi rehne do insano ki lashaiN
zameeN ka bojh halka Q kraiN hum
ye basti hy muslmaanoN ki basti
yahaN kaar-e-maseeha Q kraiN hum