Ya Rab Gham-e-Hijran Me
Itna To Kiya Hota

Jo Hath Jigar Par Hy
Wo Dast-e-Dua Hota

Umeed To Ban Jati
Taskeen To Ho Jati

Wada Na Wafa Krty
Wada To Kiya Hota