main jab dob k likhta hon
sab log mujh se ye kehte hain
nazmon se ishq khuda jesa
ghazlon me kaif udasi ka
kis dost ne tum ko sompa hy
mera ek jawab hamesha hy
ik shakhs jo shair me aya tha
kuch roz wo mere sath raha
mujhe lehje ki amrat'ras me
us ne kuch aisa rang dia
hr nazuk dil mooh lene ka
mere lafzon ko aahang diya
phr soch k tany bany me
uljha kr mujh ko chor gya
kuch din se us ki yaad yon hi
is dil pe dastak deti hy
aur paon me zanjeer pari
kb hum ko jany deti hy
kb dil me us ki aas nahi
ye baat alag wo paas nahi
sab log mujh se ye kehte hain
nazmon se ishq khuda jesa
ghazlon me kaif udasi ka
kis dost ne tum ko sompa hy
mera ek jawab hamesha hy
ik shakhs jo shair me aya tha
kuch roz wo mere sath raha
mujhe lehje ki amrat'ras me
us ne kuch aisa rang dia
hr nazuk dil mooh lene ka
mere lafzon ko aahang diya
phr soch k tany bany me
uljha kr mujh ko chor gya
kuch din se us ki yaad yon hi
is dil pe dastak deti hy
aur paon me zanjeer pari
kb hum ko jany deti hy
kb dil me us ki aas nahi
ye baat alag wo paas nahi