Mujh se milny ko wo krta tha bahany kitne
Ab guzaary ga mere sath zamany kitne
Main gira tha to bohat log ruky thy lekin
Sochta hon mujhe aye thy uthany kitne
Jis trah main ne tujhe apna bana rakha hy
Sochty hon gy yehi baat na jany kitne
Tum nya zakhm lgao tumhein is se kya hy
Bharny waly hain abi zakhm purany kitne
Ab guzaary ga mere sath zamany kitne
Main gira tha to bohat log ruky thy lekin
Sochta hon mujhe aye thy uthany kitne
Jis trah main ne tujhe apna bana rakha hy
Sochty hon gy yehi baat na jany kitne
Tum nya zakhm lgao tumhein is se kya hy
Bharny waly hain abi zakhm purany kitne