Sakon-e-jan ka matlab bata do
phr chaly jana
Ya phr sarghoshiyan dil ki suna do
phr chaly jana

Jo mera or tumhara waqt guzra
hansny
rony me
Usy pori trah se tum bhula do
phr chaly jana

Jis trah tum bin
kai ratain jagy hain hum
Tum aa kr ik bar hum ko sula do
phr chaly jana