chalo tum sath mat dena
mujhe beshak bhula dena
nye sapne saja lena
nye rishte bana lena
bhula dena sabhi wady
sabhi kasmain
sabhi naaty
tumhen jana ijazat hy
jo dil chahe wo sb krna
mgr ab tum ksi se b
adhora pyar mat krna
mujhe beshak bhula dena
nye sapne saja lena
nye rishte bana lena
bhula dena sabhi wady
sabhi kasmain
sabhi naaty
tumhen jana ijazat hy
jo dil chahe wo sb krna
mgr ab tum ksi se b
adhora pyar mat krna
