ﺭﻓﺎﻗﺘﻮﮞ ﮐﯽ ﺣﺴﯿﮟ ﺭُﺕ ﻣﯿﮟ
ﻣﺤﺒﺘﻮﮞ ﮐﮯ ﮔﻼﺏ ﺳﺎﺭﮮ
ﻭﻓﺎ ﮐﯽ ﮈﻭﺭﯼ ﺳﮯ ﺑﺎﻧﺪﮪ ﺭﮐﮭﻨﺎ
ﮐﮧ ﺭﺍﺳﺘﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺑﮑﮭﺮ ﻧﮧ ﺟﺎﺋﯿﮟ
ﺍﯾﮏ ﺭﺍﺳﺘﮯ ﮐﮯ ﺩﻭ ﻣﺴﺎﻓﺮ
ﺧﯿﺎﻝ ﺭﮐﮭﻨﺎ ﺑﭽﮭﮍ ﻧﮧ ﺟﺎﺋﯿﮟ
ﯾﮧ ﺟﮭﻠﻤﻼﺗﮯ ﺳﮯ ﭼﺎﻧﺪ ﺗﺎﺭﮮ
ﯾﮧ ﻣُﺴﮑﺮﺍﺗﮯ ﺳﮯ ﭘﮭﻮﻝ ﺳﺎﺭﮮ
ﻧﯿﻠﮕﻮﮞ ﺳﮯ ﯾﮧ ﺭﻧﮓِ ﻓﻄﺮﺕ
ﺷﻔﻖ ﮐﯽ ﻻﻟﯽ ، ﺻﺒﺢ ﮐﺎ ﺁﻧﭽﻞ
ﮔﻼﺑﯽ ﻣﻮﺳﻢ ﯾﮧ ﺍُﮌﺗﺎ ﺑﺎﺩﻝ
ﮔﻮﺍﮦ ﮨﯿﮟ ﻣﯿﺮﯼ ﻣﺤﺒﺘﻮﮞ ﮐﮯ
ﻓﻘﻂ ﮨﮯ ﺍﺗﻨﺎ ﮨﯽ ﺗﻢ ﺳﮯ ﮐﮩﻨﺎ
ﻣﺠﮭﮯ ﻭﻓﺎ ﮐﯽ ﺳﺰﺍ ﻧﮧ ﺩﯾﻨﺎ
ﯾﺎﺩ ﺭﮐﮭﻨﺎ ﮨﻤﯿﺸﮧ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ
ﮐﺒﮭﯽ ﺑﮭﯽ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﺑﮭﻼ ﻧﮧ ﺩﯾﻨﺎ


Rafaqaton Ki Haseen Rut Mein
Mohabbaton K Gulab Sary
Wafa Ki Dori Se Bandh Rakhna
K Raaston Mein Bikhar Na Jaen
K Aik Raste K Du Musafir
Khayal Rakhna Kahen Bicharr Na Jaen
Ye Jhilmilate Se Chand Taare
Ye Muskurate Se Phool Sare
Neelgun Se Ye Ran E Fitrat
Shafaq Ki Lali Subah Ka Anchal
Gulabi Mosam Ye Urte Badal
Gawah Hain Meri Mohabbaton k
Faqat Hai itna Hi Tum Se Kehna
Mujhe Wafa Ki Saza Na Daina
K Yaad Rakhna Hamesha Mujhko
KABHI TUM MUJH KO BHULA NA DAINA