Dil gham se jal raha hai
jaly pr dhuwan na ho
Mumkin hai is k bad koi imtehaan na ho
Dunia to kya
Mumkin hai is k bad koi imtehaan na ho
Dunia to kya
Khuda se b ghabra k keh diya
Wo meherbaan nahi to
Wo meherbaan nahi to
koi meherbaan na ho
Loota Khushi ne
Loota Khushi ne
aag lga di bahaar ne
Barbaad is trah b ksi ka jahaan na ho
Ab to wahin sakoon mily ga mujhe jahan
Ye sangdil zameen na ho
Barbaad is trah b ksi ka jahaan na ho
Ab to wahin sakoon mily ga mujhe jahan
Ye sangdil zameen na ho
ye aasmaan na ho
