Bohat khamosh reh kr jo sazain mujh ko deta tha...
Bary khamosh lehje me sadaain mujh ko deta tha...
Kabi jo dard ki aatish mujhe sulgaany lagti thi
Wo apni saans ki mehki hawaain mujh ko deta tha
Usy main ajnabi smjha

mgr her moor pr Yaro
Wo Apne naam ki saari duain mujh ko deta tha