Dasht-e-Wafa Me Pyaas Ka Aalam Ajeeb Tha
Dekha To ek Dard Ka Daria Qareeb Tha
Guzry Jidhar Jidhar Se Tamanna K Qaafily
Her Her Qadam Pe ek Nishaan-e-Saleeb Tha
Kuch Aesi Meherbaan To Na Thi Hum Pe Zindagi
Q Her Koi Jahan Me Hamara Raqeeb Tha
Apna Pata To Us Ne Diya Tha Mujhe “MOHSIN”
Main Khud Hi Kho Gya To Ye Mera Naseeb Tha