Batao kon tha
kesa tha
jis se silsila thehra
kaha kr k wafa ka khoon
akhir bewafa thehra
bhala pholon se bhanwary
kis zaban me baat krty hain
kaha khushbo se khushbo ka
anookha rabta thehra
zara batlao ek anjan pr itni inayat Q
kaha dil k saheefy me yehi to muajza thehra
suno kesa lga
us shakhs se milna
bichar jana
mila to ajnabi tha wo
bichar kr aashna thehra
bhala mehboob so pardon me b Q kr numayan hy
azal se ta-abad dil k
wo KAABY ka khuda thehra
palat kr her traf se Q
nazar us shakhs pr thehri
wafa k silsily ki wo
musalsal inteha thehra
kesa tha
jis se silsila thehra
kaha kr k wafa ka khoon
akhir bewafa thehra
bhala pholon se bhanwary
kis zaban me baat krty hain
kaha khushbo se khushbo ka
anookha rabta thehra
zara batlao ek anjan pr itni inayat Q
kaha dil k saheefy me yehi to muajza thehra
suno kesa lga
us shakhs se milna
bichar jana
mila to ajnabi tha wo
bichar kr aashna thehra
bhala mehboob so pardon me b Q kr numayan hy
azal se ta-abad dil k
wo KAABY ka khuda thehra
palat kr her traf se Q
nazar us shakhs pr thehri
wafa k silsily ki wo
musalsal inteha thehra