Guzara Ab Nahi Hota.
Humein Apna Bana Lo Tum
Tumhara Ban K Rehna Hai,
Mujhe Dukh Hijar Ka Janam Nahi
Ab Aur Sehna Hai.
Kayi Sapne Sajaye Hain Ab In Mein
Rang Bhar Do Na,
Tumhein Meri Kasam Jaana Tum
Mere Sang Chal Do Na.
Mujhe Ab Aur Rulao Na
Suno Tum Maan Jao Na
Humein Apna Bana Lo Tum
Tumhara Ban K Rehna Hai,
Mujhe Dukh Hijar Ka Janam Nahi
Ab Aur Sehna Hai.
Kayi Sapne Sajaye Hain Ab In Mein
Rang Bhar Do Na,
Tumhein Meri Kasam Jaana Tum
Mere Sang Chal Do Na.
Mujhe Ab Aur Rulao Na
Suno Tum Maan Jao Na