Na main paas usko bula ska
Na main dil ki baat bata ska
Woh hansi hansi me he chal dye
K main hath tak na hila ska
Yon hi sochta raha door tak
Mgr usko kuch na bata ska
Na main dil ki baat bata ska
Woh hansi hansi me he chal dye
K main hath tak na hila ska
Yon hi sochta raha door tak
Mgr usko kuch na bata ska
Ye maqam he tha ajeeb sa k
Main khud ko b na bacha ska
Wo juda b aisy hua k main
Koi rasm tak na nibha ska
Main khud ko b na bacha ska
Wo juda b aisy hua k main
Koi rasm tak na nibha ska