Seher qareeb hai
Taaron ka haal kya hoga
Ab Intezaar k Maaron ka haal kya hoga
 
 Teri Nigaah ne Zalim kabi ye socha hai
Teri Nigaah k Maaron ka haal kya hoga

Naqaab unka ulatna to chahta hon mgr
Bigar gye to
Nazaron ka haal kya hoga
 
Muqaabla hai tere Husn ka Baharon se
Na jaany aaj Bahaaron ka haal kya hoga