Chup chup k nahi sar-e-aam kaho
Kya lo gy apni yari ka
Kya lo gy tum Didaari ka
Kya lo gy apni yari ka
Kya lo gy tum Didaari ka
Gham'khuwar bano gy kitny me
Tum pyar kro gy kitny me
Sab jazby mere naam kro
Tum bhar k apna Daam kaho
Per Daam chukaany ki khaatir
Hum apni jaib tatolain to
Bus pyar mily ga thora sa
Aazar mily ga thora sa
Ye sikky yahan kab chalty hain
Kya udhar milay ga thora sa
Ye dunia be-Aitbari ki
Ye arz hai her beopaari ki
Chalo choro tamanna jazbon ki
Her shy ka soda hota hai
Her cheez bikao hoti hai
Tum pyar kro gy kitny me
Sab jazby mere naam kro
Tum bhar k apna Daam kaho
Per Daam chukaany ki khaatir
Hum apni jaib tatolain to
Bus pyar mily ga thora sa
Aazar mily ga thora sa
Ye sikky yahan kab chalty hain
Kya udhar milay ga thora sa
Ye dunia be-Aitbari ki
Ye arz hai her beopaari ki
Chalo choro tamanna jazbon ki
Her shy ka soda hota hai
Her cheez bikao hoti hai