Usy ye baat Samjhao Tumhen koi yaad karta hai
"Kabhi to milny Aa jao Tumhen koi yaad karta hai

"
Hamary Sheher se jab tum gay thy Ham ne Na Roka "
Hamary Dil se mat jao Tumhen koi yaad karta hai
"
Tumhary Naam ki har shay Wahin mojud hai lekin "
Kabhi khud bhi chaly Aao Tumhen koi yaad karta hai


"Wafa do gay wafa don gA jafa do gay khafa hon gA
"Wo baaten phir se Dohrao Tumhen koi yaad karta hai..