Rukhasat hoa to aankh mila kr nahi gya
Wo Q gya hy
ye b bata kr nahi gya
Yon lag raha hy jese abi lout aye ga
Jalty hoe chiragh
bujha kr nahi gya
Shayd wo mil he jaye mgr justaju hy shart
Wo apne naqash-e-Pa to
mita kr nahi gya
Hr baar mujh ko choor gya iztarab me
Louty ga kab
Ab tk wo
bata kr nahi gya
Rehne diya na us ne ksi kaam ka mujhe
Or khaak me b mujh ko mila kr nahi gya
Wo Q gya hy
ye b bata kr nahi gya
Yon lag raha hy jese abi lout aye ga
Jalty hoe chiragh
bujha kr nahi gya
Shayd wo mil he jaye mgr justaju hy shart
Wo apne naqash-e-Pa to
mita kr nahi gya
Hr baar mujh ko choor gya iztarab me
Louty ga kab
Ab tk wo
bata kr nahi gya
Rehne diya na us ne ksi kaam ka mujhe
Or khaak me b mujh ko mila kr nahi gya