ashk girty hain
Meri saans sambhal jati hy
dy k ik dard nya
shaam nikal jati hy

tujh ko dekhon to mere dard ko milta hy sakoon
tujh se bichron
to meri jaan nikal jati hy

ishq kuchh aisy mitaata hy nishan-e hasti
jese hr raat
ujaaly ko nigal jati hy

zakhm bharta hi nahi teri judai ka mgr
phir teri yaad nya dard ugal jati hy

tu agr mere dil pe hath he rakh de Faraz
toot'ti saans b
kuch dair sambhal jati hy