Usy ganwa kr b aksr talaash krty hain
hum aaina hain
Q pathar talaash krty hain

chali hy jab se ye wehshi hawa udaasi ki
sakoot-e-jan me b mehshar talaash krty hain

hum apne gird-o-nawah se hain be'khabar itne
Makaan me rehte hoe
ghar talah krty hain

bhugat rahy hon saza
khud se na'rasaai ki
hum aisy log Q ghar ghar talaash krty hain

khud aa'gahi hy
junoon hy
ya be'basi hy Farukh
k dasht-e-dil me samundar talaash krty hain