Jo ho ek baar
wo hr baar ho
aisa nahi hota
Hamesha ek hi se pyar ho
aisa nahi hota
Hr ek kashti ka apna tajruba hota hy
dunia me
Safar me roz hi manjhdaar ho
aisa nahi hota
Kahani me to kirdaroN ko jo chahy bana dijiye
HaQeeQat me kahani'kaar ho
aisa nahi hota
KahiN to koi hoga
jis ko apni b zarorat ho
Hr ek baazi me dil ki haar ho
aisa nahi hota
Sikha deti haiN chalna
thokraiN b raah'giroN ko
Koi rasta
sada dushwaar ho
aisa nahi hota
wo hr baar ho
aisa nahi hota
Hamesha ek hi se pyar ho
aisa nahi hota
Hr ek kashti ka apna tajruba hota hy
dunia me
Safar me roz hi manjhdaar ho
aisa nahi hota
Kahani me to kirdaroN ko jo chahy bana dijiye
HaQeeQat me kahani'kaar ho
aisa nahi hota
KahiN to koi hoga
jis ko apni b zarorat ho
Hr ek baazi me dil ki haar ho
aisa nahi hota
Sikha deti haiN chalna
thokraiN b raah'giroN ko
Koi rasta
sada dushwaar ho
aisa nahi hota