Mere Wajood ko Samait ly
Main Bhikhar raha hon
zara zara
mere ansuon ko b ponch ly
Main Sisak raha hon
Zara Zara
Meri Chahaton ko samajh Kabi
Meri Hasraton ka Khayal kr
Tere Deedaar ki Arzo
me tarap raha hon
Zara Zara
Apne Pyaar ka ek Diya
Meri Raah me tu Jala Kabi
Andheri Raat ka Naag
mujhe Das raha hy
Zara Zara
Aa Dil pe mere Haath Rakh
meri Dharkano ko Qarar dy
meri Saans to hy Chal Rahi
Pr Ji Raha hon
Zara Zara
Main Bhikhar raha hon
zara zara
mere ansuon ko b ponch ly
Main Sisak raha hon
Zara Zara
Meri Chahaton ko samajh Kabi
Meri Hasraton ka Khayal kr
Tere Deedaar ki Arzo
me tarap raha hon
Zara Zara
Apne Pyaar ka ek Diya
Meri Raah me tu Jala Kabi
Andheri Raat ka Naag
mujhe Das raha hy
Zara Zara
Aa Dil pe mere Haath Rakh
meri Dharkano ko Qarar dy
meri Saans to hy Chal Rahi
Pr Ji Raha hon
Zara Zara