Chand
soraj
or taary
ajnabi
Ek musafir
sb nazary ajnabi

Mojza hy
gardish-e-halaat ka
Shehr apna
log saary
Ajnabi

Ajabiyat ka ta'luq khoob hy
Hum tumhary
tum hamary
Ajanbi

Jan k dushman
humary ashna
or ashna
sary k sary
ajnabi

Zindagi ki talkhiyan hain humnasheen
Phol
khushbo
rang sary
ajnabi

Wö jisy hum ne kabi pehchan di
aaj wo hum ko pukary
AJNABI...