Main apni sonchon ka zehr apne
badan k andar guzarta hon
Main pehle krta hon khud ko zinda
phr apne hathon se maarta hon
Kasheed krta hon talkh lamhon se
zindagi ki musar'raton ko
Main zulf-e-hasti k pech-o-kham ko
kari raton me sanwaarta hon
Firaq raton k zakhm seeta hon
apni palkon se or ba'zahir
Jo looh dil pr hy naqsh chehra
main naqsh us k ubharta hon
Na maal-o-zar ki mujhe talab hy
na jado hashmat se kuch gharz hy
Main apni fitrat ko zair krta hon
apni marzi se harta hon
Main qatl krta hon apne saaye ko
apne andar ki roshni se
Main apne seeny me apne hathon se
Taiz khanjar uTarTa hon
Main janta hon un aablon se
na pyas sehra ki bojh sky gi
Main ek sehra hon Tishnagi ka
main apni rangat nikharta hon
Main khud b apni sada ko Khusro
sada ba'sehra samajh k chup hon
Main goongy behron k darmiyan hon
khamosh reh kr pukarta hon
badan k andar guzarta hon
Main pehle krta hon khud ko zinda
phr apne hathon se maarta hon
Kasheed krta hon talkh lamhon se
zindagi ki musar'raton ko
Main zulf-e-hasti k pech-o-kham ko
kari raton me sanwaarta hon
Firaq raton k zakhm seeta hon
apni palkon se or ba'zahir
Jo looh dil pr hy naqsh chehra
main naqsh us k ubharta hon
Na maal-o-zar ki mujhe talab hy
na jado hashmat se kuch gharz hy
Main apni fitrat ko zair krta hon
apni marzi se harta hon
Main qatl krta hon apne saaye ko
apne andar ki roshni se
Main apne seeny me apne hathon se
Taiz khanjar uTarTa hon
Main janta hon un aablon se
na pyas sehra ki bojh sky gi
Main ek sehra hon Tishnagi ka
main apni rangat nikharta hon
Main khud b apni sada ko Khusro
sada ba'sehra samajh k chup hon
Main goongy behron k darmiyan hon
khamosh reh kr pukarta hon
