Bahar-e-intizar
ab to uth skta nahi
ankho se baar-e-intizar
kis trah kaaty koi
lail-o-nahaar-e-intizar
...unki ulfat ka yaqeen
ho un k aany ki umeed
hon ye dono sora'tain
tab hy bahar-e-intizar
meri aahain na-rasa
meri duain na-qabool
ya ilahi kya kro
main sharmsar-e-intizar
un k khat ki arzo
hy un ki aamad ka khyal
kis qadar phela hoa hy
kaar-o-baar-e-intizar