meri chahat tha
wo meri anaa b tha
mere khamosh lehjon ki
wo ik sada b tha

rehta tha subh-o-sham
mere wajood me
meri awaz
mera lehja tha
meri adaa b tha

deta tha mujh ko wo
zakhm be'hisab mgr
hamdard b tha wo mera
wo mera khair'khuwa b tha

ab us k zikr pe main aksr
baat bdal deta hon
kabi meri mohabbat ki wo inteha b tha

ajab kash-ma'kash thi meri zindgi me
pojna usy b tha
or dil me khuda b tha