Dono ko aa Ski na nibhani mohabbatain
ab parh rahi hain humko bhulani mohabbatain

kin kin rafaqton k dye wasty mgr
usko na yaad aain purani mohabbatain

guzri ruton k zakhm b ab tk bhary nahi
phr or kya ksi sy barhani mohabbatain

sb sir-ba-sir faraib hy
kya in ka hy aitbar
ye pyar
husn-o-ishq
javani mohabbatain