cha gya hy wo meri zeest pe badal ki trah
aa k guzra hy mere paas se
wo phr kal ki trah
us ny to ankh utha kr mujhe dekha b na tha
main k ban bethi hon us shakhs ki
pagal ki trah
lehr ban kr mujhe tarsa k chala jata tha
aur main tishna tarasti rahi sahil ki trah
main ne ankhon me basaya tha bana kr tasveer
kr k ruswa mujhe phela gya kajal ki trah
wo ik sarab
k peechy main rahi jis k "WAFA"
dor hota gya mujh se
meri manzil ki trah