Aisa Hy K Sb Khwab Musalsal Nahi Hoty
Jo AAJ to Hoty Hain Lekin Kal Nahi Hoty

Ander Ki Fizaon K Karishmy B Ajab Hain
Meh Tot k Barsy B To Badal Nahi Hoty

Kuch Mushkilein Aisi Hein K Asaan Nahi Hoti
Kuch Aisy Moam'my Hain Kabi Hal Nahi Hoty

Shaistigi-e-Gham K Sabab Ankho K Sehra
Nam'naak To Ho jaty Hain Jal'Thal Nahi Hoty

Sb Khwashian Pori Hon Faraz Aisa Nahi Hy
Jese Kai Ashaar Mukamal Nahi Hoty