Udaas Shamon Mein Lot Kr Woh Aana Bhol Jata Tha,
Kar Ke Khafa Mujhko Manana Bhol Jata tha,

Inhi khaslaton Ne Uski Mujhe Badnam Kar Dala,
Wo Likh Ke Naam Dewaron Pe Mitana Bhol Jata Tha,

Math Poch Muhabat Main La Parwahi Uski,
De Ke Zakham Woh Marham Lagana Bhol jata tha,

Kitna dilnasheen Hota Tha Uski Yaad Ka Manzar,
Wo Jb Be Yaad Aatha Tha Main Zamana Bhol Jata Tha..